» Lord Krishna SMS COLLECTION

Chandan Ki Khushboo,
Resham Ka Haar,
Bhadon Ki Sugandh,
Barish Ki Fhunhaar,
Dil Ki Umidey,
apno Ka Pyar,
Mangalmay Ho Aapko Lord Jagannath Ka Tyohar
!! Happy Rath Yatra  !!

Rath pe Sawaar ho Jaggannath ji aaye

Ye tyohaar apke ghar khushiyan laaye


!! Happy RathYatra !!

With Great Devotion,
Fervor and Gaiety,
With Rays of Joy and Hope,
Wish You and Your Family,
HAPPY RATH YATRA…

Pal Pal Sunahre phool Khile,
Kabhi Na Ho Kanto Ka Samna,
Jindagi Aapki Khushiyo Se Bhari Rahe,
Rathyatra Par Hamari Yahi Shubhkamna….
Happy Rath Yatra

Mandir ki ghanti, Arti ki thali,
Nadi k kinare suraj ki lali,
Jindigi me aaye khushiyo ki bahar,
Apko mubarak ho Rath Yatra ka tyohar….

Look Outside…
It’s so pleasant!
Sun Smiling For you…
Trees Dancing for you…
Birds singing for you…
Because I requested them All to wish You
HAPPY RATH YATRA!

Phool ki shuruvat kali se hoti hai,
Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai,
Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur
apno ki shuruvat aapse hoti hai.
* Happy Rath Yatra*

It Is

Time To Feel Good,
Time To  Share Happiness,
Time To Feel Being Loved,
Time To Show Ur Love,
Time To  Live For Others And
Time To Wish 

!! Happy Rathyatra !!

Ek Dua Mangte hai hum apne Bhagwan se.
Ek Dua Mangte hai hum apne Bhagwan se...
Chahte hai Aapki Khushi Pure imaan se,
Sab Hasratein Puri Ho Aapki, 
Aur Aap Muskaraye Dil-o-Jaan se!!

 

!! Happy Rath Yatra !!

Nikali hai bhavya sawari
Chakit hai duniya sari

Wo Jagat ka Palanhari
De khushia tumko sari

I Pray to Jaggannath to give U
Shanti,
Shakti,
Sampati,
Swarup,
Saiyam,
Saadgi,
Safalta,
Samridhi,
Sanskar,
Swaasth,
Sanmaan,
Saraswati,
aur SNEH.
SHUBH Rath Yatra

Darshan Ko Jo Jayega, Ur Anand samayega
Bhakto Prem se pukaro, Jagannath khud aayega

Hey mere Jaggannath, Nirali Teri Har Baat
Jab Tera Ho Saath, Ujjawal Ho jaye Andheri Raat

Jagannath Swami Ki Jyoti Se Noor Milta Hai

Sabke Dilo Ko Shurur Milta Hai

Jo Bhi Jata Hai Jagannath Swami Ji Ke Dwar

Kuch Na Kuch Jarur Milta Hai.

 

Happy Rath Yatra.

 

........Amit

Jab Jab Hove Dharm Ki Hani
Tab Tab Leve Avtar Bhagwan
Kar Deve Mardan Papiyo Ka
Mukti Deve Hum Prithvi Vasiyon Ko
Jai Shri Krishana.
Happy Ratha Yatra !

Jai Jagannath ki shakti, unki ki bhakti,
aapko Khushi ki bahar de,
zindgi ki ek nayi achhi shuruaat de.
Happy Rath Yatra !

On the occasion ofRath Yatra,
I pray to Lord Jagannath that,
His blessings
may always be with you.
Happy Rath Yatra.

Dahi ki handi,
Baris ka fuhar,
Makhan churane aaye nandlal,
Mubarak ho aapko janmastami ka tyohar.


Maakhan khave, Shor machave Gopiyon ke sang Raas rachave,
Murli bajake Mann harshave hai Natkhat Nand Gopal...
Wish U A very Happy Janmashtmi.. Jai Shri Krishna


Krishna k kadmo pe kadam badate chalo.
Ab murli nahi to citi bajate chalo.
Radha to ghar wale dilayenge hi magar tab tak gopiya patate chalo!
Happy Janmashtami


Let me offer my respectful obeisances to the Lord,
who has become the son of Vasudeva,
the pleasure of Devaki,
the boy of Nanda and the other cowherd men of Vrindavana,
and the enlivener of the cows and the senses.”
Happay Janamashtami Celebration

he Day of Love and Fortune
The day of Birth of Lord Krishna
A Lover
Friend
&
Divine Guru
The day of
Dancing
&
Singing
The Day of Jamashtami…
The Day of Lord Krishna
Happy Jamashtami Festival

Lord Krishna said:
Whatever belongs to you today,
belonged to someone else yesterday
and it will belong to some one else tomorrow.
Don’t be illusioned by maya.
Maya is the root cause of all pain and misery.
Happy Janmashtami…!

May Lord Krisna's flute invite the melody of love into UR life. May Radha's love teach not only how to love but to love eternally ! HAPPY JANMASHTAMI

Mishri se mithe h krishna k bol, koi kaise lagaye unka mol heere se jyada h krishna anmol Itni taarif ki h pyare ab to "jai sri krishna" Bol

krishan ki mahima,krishan ka pyar,krishan me shradha,krishan se sansar,mubarak ho apko janmasthami ka tyohar..SHRI KRISHAN ki kripa aap par sada bani rahe.Happy gokulastami

Gokul me ji kare niwas Gopiyo sang jo rachye raas, Devki-Yashda jinki maiya, aisehamare kishan kanhaiya jai shree krishna "happy janmastami to all"

Wo Mor Mukut,Wo Nad Lala,Wo Murli Manohar,Wo Bansi wala,Wo Makhan chor,Wo Braj Lala,-Janam ashtami ki hardik badhayi..JAI SHRI KRISHNA:

unke guno se jivan ko sajaye,GITA ke vicharo ko man me basaye,lana he hame KRISHNA ko aur bhi apne karib,to aao apne ghar ko hi gokul banaye.. HAPPY JANMASHTMI--

Socha kisi apne se baat kare,apne kisi khas ko yaad kare,kiya jo faisla JANMASHTMI ki subhkamna dene ka,dil ne kaha kyo na aapse suruaat kare..

Socha kisi apne se baat kare,apne kisi khas ko yaad kare,kiya jo faisla JANMASHTMI ki subhkamna dene ka,dil ne kaha kyo na aapse suruaat kare..

Murli manohar, braj k dharohar, wo nandalal gopala hai. Bansi ki dhun par sab dukh harnewala, murli manohar aane wale hai. HAPPY JANMASTAMI

PURE VISHV Me NIRALA. MULRLI ... PURE VISHV Me NIRALA. MULRLI VALA, BRAJ KA GAVALA. SAB KAHTE NAND KA LALA. DEKHO AAJ ANE WALA. JAI HO NAND LAL KI HATHI GODA PALKI.

Makhan churakr jisne khaya, Bansi bajakr jisne nachaya, Khushi manao uske janm ki, Jisne duniya ko Prem shikhaya.
HAPPY JANMASATMI

Nand ke ghar Anand Hi Anand Bhayo,Jo Nand Ke Ghar Gopal Aayo, Jai Ho Murli Dhar Gopal ki,Jai Ho Kanhaiya Lal Ki" Happy Janmashtami.

Radha ki chahat h krishna,
Uske dil ki virasat h krishna,
Chahe kitna v ras racha le krishna,
Duniya to phir v yhi kehti h.

"RADHE KRISHNA"

HAPPY JANMASTMI.

Krishna jinka nam, gokul jinka dham,

aise Shree Krishna bhagwan ko, ham sab ka pranam,

jai shree krishna. 


HAPPY Govardhan Puja!!

Chandan ki Khushbu, Resham ka Har,

Sawan ki sugandh, Barish ki fuhar, Radha ki Ummid KANHAIYA ka pyar,

Mubarak Ho apko Govardhan Puja Ka Tyohaar.

Murli Manohar, Brij ke Dhrohar. Wo Nandlala Gopala, Bansi Ki Dhun Par Sabke Dukh Harne Wala. Sab Milkar Machaye Dhoom Ki Krishna Ane Wala Hai. 
Happy Govardhan Pooja!!

Chandan ki khusbu,Resham ka haar, Bhadav ki shugandh, Barish ki fhuhaar, Dil ki ummide, Apno ka pyar:- Mangalmay ho aapko Govardhan Puja ka tyohar.

1 
Photo Gallery
Sms Collection
Ringtones
Copyright © MyGuru.in. All Rights Reserved.
Site By rpgwebsolutions.com